Zara Thehro - Armaan Malik & Tulsi Kumar Lyrics
Zara Thehro - Armaan Malik & Tulsi Kumar Lyrics |
Singer | Armaan Malik & Tulsi Kumar |
Singer | Amaal Mallik |
Music | Amaal Mallik |
Song Writer | Rashmi Virag. |
2020 Latest song 'ZARA THEHRO', Video directed by Trigger Happy & Daboo Mallik. This beautiful song sung by Armaan Malik and Tulsi Kumar. Lyrics written by Rashmi Virag. Again Amaal Mallik given the music too. Starred by Armaan Mallik and Mehreen Pirzada.
Zara Thehro - Song Play
Zara Thehro - Armaan Malik & Tulsi Kumar Lyrics
Zara thehro zara baitho
Karni hain baatein
Paas aao aur thoda
Sard hai raatein
Aasaan hota to main
Kab ka keh chuka hota
Aise tumhare saamne
Khamosh na rehta
Zara thehro zara baitho
Karni hain baatein
Paas aao aur thoda
Sard hai raatein
Meri aankhon mein, saanson mein
Pehle bhi yeh khwab chalta raha
Teri neendon mein chukpe se jaane se
Jaane kyun darta raha
Baarish ki boondon sa
Yeh dil girta barasta hai
Tum paas hote ho magar
Phir bhi tarasta hai
Zara thehro zara baitho
Karni hain baatein
Tumko paana chahati hain
Meri barsaatein
Koyi aaye na jaye na
Aao na aisi jagah pe le chalun
Jahan waqt humara ruka ho
Aur main apne dil ki kahun
Dhadkan ko apni ek pal aaram na dena
Is mod pe aa karke dil ko tod na dena
Zara thehro zara baitho
Karni hain baatein
Aur thodi der chalne do mulakatein
Karni hain baatein
Paas aao aur thoda
Sard hai raatein
Aasaan hota to main
Kab ka keh chuka hota
Aise tumhare saamne
Khamosh na rehta
Zara thehro zara baitho
Karni hain baatein
Paas aao aur thoda
Sard hai raatein
Meri aankhon mein, saanson mein
Pehle bhi yeh khwab chalta raha
Teri neendon mein chukpe se jaane se
Jaane kyun darta raha
Baarish ki boondon sa
Yeh dil girta barasta hai
Tum paas hote ho magar
Phir bhi tarasta hai
Zara thehro zara baitho
Karni hain baatein
Tumko paana chahati hain
Meri barsaatein
Koyi aaye na jaye na
Aao na aisi jagah pe le chalun
Jahan waqt humara ruka ho
Aur main apne dil ki kahun
Dhadkan ko apni ek pal aaram na dena
Is mod pe aa karke dil ko tod na dena
Zara thehro zara baitho
Karni hain baatein
Aur thodi der chalne do mulakatein
0 Comments